Google Adsense Par Address PIN Verify Kaise Kare

Dosto Blogging se achi Income karne ke Advertising Important Tarika hai. Sabse jyada blogger Google Adsense Service ka paise kamane ke liye use karte hai, kyuki yah world me no.1 or sabse jyada Benefit dene wali advertsing site hai. Jub hum apne Aadsense Account me $10 income kar lete hai to Account me apne Address ko Verify karna padta hai aur tab tak Payment ko hold par rakha jata hai jub tak aap Adsense Address Verification ki process complate nahi kar lete. Google Adsense par Address PIN verify kaise karte hai. Iske liye google hamare Ghar ke pate par ek Pin Code bejta hai. Aaj is post me apko Adsense pin se address verify karne ka tarika bata raha hu. Isse aap step by step follow kare agar kuch samajh na aaye to comment me puche.
Adsense Par Address Pin Verification Guide
India me sabse jyada muskil kam Blog Ke Liye Adsense Account Juldi Aproved Kaise Karaye. Newbie blogger jub bhi blogging start karte hai to ye samajh nahi pate ki yah kaise hoga. Iska main karan yah hai ki wo Adsense ki Terms & Conditions aur Policy ko padh kar follow nahi karte. Agar aap inko pura read kar ke samjhe to blog se paise kamana bahut easy hai. Ab me apko batata hu ki adsense par addrerss pin verify kaise karte hai or ye kiya hota hai iski jankari pata chal jayegi.

Adsense Par Address PIN Se Verify Kaise Karte Hai?

Jub hum hamare Adsense ki income 10 dollar tak pahuch jati hai to red colour me adsense ke homepage par ek message dikhai dene lagta hai kuch is tarah….
“Your Payments are currently on hold because you have not verified your address.”
Google adsense address verify alert
Is alert ke bad ghar par 4-5 week me google dwara bheja gaya pin ka ek post aata hai. isko hume apne adsense account se verify karna padta hai. Agar apki earning $10 ho gayi hai fir bhi apki pin generate abhi tak nahi hui to iska wajah hai ki apne adsense me apne home address ko nahi dala hai. iski step niche bata raha hu follow kare.
Sabse pahle aap Gear ke icon par click karke Setting me jaye Aur payments ko click kare
Yaha se aap apna Home pata ko set kare, iske 3-4 din me pin generate ho jayega or iska alart message mil jayega.

Adsense Par Address PIN  Verify Kaise Karte Hai?

Yah bahut easy hai basaap jo tarike bata raha hu usko samajh kar follow kare.
Aap isme Action par Click kare ya fir aap Adsense ke Gear Icon pe Click karke Settingme jaye.
Adsense Address PIN Verify Karne Ki Process
Ab jo page khulega usme apko jo Pin ghar par post se aya hai usko Submit karna hai.
1. Enter your pin – isme pin dale.
2. Submit Pin – Is par click kae de.
Congratulation! Ab apka Address Verify ho chuka hai. aur iske bad jo page open huwa hai usme aap apne home pate ko chack kar le kahi kuch galti to nahi hai. aisa lage to set kar sakte hai.
Adsense Address (PIN) Verification Process Complete
Dosto is article me Adsense par address pin verification ki jankari hai,jo aap ache se jan gaye honge. Agar aap kuch puchna chahte hai to comment box me comment kare apke sabhi sawalo ka jawab dene me mujhe khusi hogi. 
Google Adsense Par Address PIN Verify Kaise Kare Google Adsense Par Address PIN Verify Kaise Kare Reviewed by Unknown on 04:23 Rating: 5

3 comments:

  1. Your Actical OSm Information sarkariexamfind.com
    Upbharti.com
    Sarkarieducation.com

    ReplyDelete
  2. Thanks a lot sir your way of explaining is very good.
    https://abletricks.com/

    ReplyDelete

ads 728x90 B
Powered by Blogger.